Mera Dil Ye Pukare Aaja Lyrics Nagin 1954

Mera Dil Ye Pukare Aaja Lyrics Nagin
Mera Dil Ye Pukare Aaja Lyrics Nagin. starring Pradeep Kumar, Vaijayanti Mala, Jeevan, Mubarak, Sulochana. Director: I.S. Johar, Music: Hemant Kumar, Singer : Lata Mangeshkar, Label:- Ultra Bollywood. Mera Dil Ye Pukare Aaja Lyrics Nagin.
Mera Dil Ye Pukare Aaja Lyrics Nagin
Mera dil ye pukaare aaJaa
mere gham ke sahaare aajaa
Bhigaa bhigaa hai sama
Aise me hai tu kahaan
Mera dil ye pukaare aaJaa
mere gham ke sahaare aajaa
Bhigaa bhigaa hai sama
Aise me hai tu kahaan
Mera dil ye pukaare aajaa
Tu nahi to ye rut ye hawa
Kya karun kya karun
Tu nahi to ye run ye Hawa
kya karun kya karun
Dur tujh se mai rah ke
Bataa kya karun kya karun
Sunaa sunaa hai jahaa
Ab jaaun mai kahaan
Bas itanaa mujhe samajhaa jaa
Bhigaa bhigaa hai sama
Aise me hai tu kahaan
Mera dil ye pukaare aajaa
Mere gham ke sahaare aajaa
Aandhiyaan wo chali
Aashiyaa lut gaya lut gaya
Aandhiyaan wo chali
Aashiyaa lut gaya lut gaya
Pyaar kaa muskuraataa
Jahaa lut gaya lut gaya
Ek chhoti si jhalak
Mere mitane talak
O chaand o chaand
Mere dikhalaa jaa
Bhigaa bhigaa hai sama
Aise me hai tu kahaan
Mera dil ye pukaare
Aa jaa mere gham
Ke sahaare aa jaa.
Read More:- Tabla Lyrics Khesari Lal Yadav
Mera Dil Ye Pukare Aaja Song Info:-
Song Title Name | Mera Dil Ye Pukare Aaja |
Singer | Lata Mangeshkar |
Music | Hemant Kumar |
Lyrics | |
Features | Pradeep Kumar, Vaijayanti Mala |
Directed by | I.S. Johar |
Label | Ultra Bollywood |
One Comment